Tuesday 10 December 2013

हम भूल गए रे हर बात मगर तेरा प्यार नहीं भूले : [Copied or Inspired Song - 18]

Copied or Inspired By Other Song [18]
----------------------------------------------------------

1989 में रेखा, जितेन्द्र एवं जया प्रदा अभिनीत और 'सावन कुमार' निर्देशित फ़िल्म- 'सौतन की बेटी' प्रदर्शित हुयी थी, जिसमें एक गाना- 'हम भूल गए रे हर बात मगर तेरा प्यार नहीं भूले' सुपर हिट हुआ था ! इस गीत को 'वेदपाल' के संगीत निर्देशन में 'लता मंगेशकर' ने गाया था ! क्या आपको मालुम है कि दरअसल ये गाना पाकिस्तान में 1960 में प्रदर्शित फ़िल्म- 'सहेली' के एक गाने से हूबहू कॉपी किया गया था ! इस गाने को 'ए हमीद' के संगीत निर्देशन में गायिका 'नसीम' ने गाया था ! आईये आज 'ओरिजिनल' और 'कॉपी' हुए दोनों गानों को सुनते हैं :

[Original Song]
--------------------------------------------
हम भूल गए रे हर बात मगर तेरा प्यार नहीं भूले 
क्या क्या हुआ दिल के साथ मगर तेरा प्यार नहीं भूले 
Ham Bhool Gaye Re Har Baat Magar Tera Pyar Nahin Bhoole,
Kya Kya Huaa Dil Ke Saath Magar Tera Pyaar Nahin Bhoole.

Singer : Naseem 
Music : A. Hameed 
Lyricist : Fayyaz Hashmi
Pakistani Film : Saheli (1960)
====================================================
[Copied / Inspired Song]
--------------------------------------------------------------------
- गाने का मुखड़ा भी हुबहू कॉपी है! -
हम भूल गए रे हर बात मगर तेरा प्यार नहीं भूले 
क्या क्या हुआ दिल के साथ मगर तेरा प्यार नहीं भूले 
ham bhuul gaye re har baat magar tera pyar nahin bhule,
kya kya hua dil ke saath magar tera pyar nahin bhule.

Film : Sautan Ki Beti (1989)
Singer : Lata Mangeshkar 
Music : Vedpal 
Lyricist : Saavan Kumar 
Actress : Rekha 

====================================================
End
================== 

5 comments:

  1. Prakash bhai ye hai to ... kafi hadd tak copy ... lekin original se har lehaaz se achha hai .. ek aur geet Mehdi hassan sb ka gaya hua .. Hamari Sanson mein aaj tak wo hina ki khushboo mehek rahi hai .. Pakistani film Mere Huzoor 1977 ka .. iski copy bhi maine kisi indian singer se suni hai.. yaad ni aa raha ..

    ReplyDelete
    Replies
    1. सफीर भाई
      आपने जिस इंतहाई खूबसूरत गाने का जिक्र किया है
      उसे हम बहुत पहले ही शामिल कर चुके हैं :
      http://cinemageetsangeet.blogspot.in/2013/09/copied-inspired-from-other-6.html
      -
      -
      आपको जानकार हैरत होगी कि जब मैंने होश सम्भाला तो मेरा वास्ता हिंदी गानों से ज्यादा पाकिस्तानी गानों से था ! ऐसा क्यूँ था ये भी एक दिलचस्प कहानी है … वो फिर कभी सही :-)

      Delete
  2. Prakash bhai bahot shukriya ... main aapki list mein jo mukhda talaash kar raha tha.. wo.. Hamari Sanson Mein .. tha .. jabke .. list mein .. Tumhari Nazron Mein .. hai ... is liye nazar ni aayaa.. dono mein farq ye hai ke .. Pakistan geet SAD aur solo hai ... aur indian .. duet love song hai .. Aapka Pakistani gano se lagao sun kar khushi hui .. Aur is Blog per aapki koshishon ko salaam pesh karta hun .

    Prakash Bhai main bhi aadha Hindostani hun .. Meri Ammi aur unki sari family .. Shahjahanpur, lucknow, faizabad aur kai doosre shehron mein phaili hui hai .. Alpana ji ko thoda bahot pata hai .. Ye bhi ek lambi kahani hai . kabhi zindgi rahi to share kareinge.. hamari families ka ek doosre ki taraf aana jaana laga rehta hai .. Bas ye Border na hota to achha hota ..

    ReplyDelete
  3. वसीम बरेलवी साहेब का बहुत खूबसूरत शेर है :

    वो मेरे घर नहीं आता, मैं उसके घर नहीं जाता
    मगर इन एहतियातों से ताल्लुक मर नहीं जाता

    ReplyDelete
  4. Prakash bhai aapke Blog ki ek post per likhi ye baat mujhe kabhi kabhi kisi khoab se jaagne per bahot shiddat se yaad aati hai :

    खुशफहमी
    **********
    घर की रस्मों से डर रही होगी
    भीगी पलकें छुपा के आँचल में
    वो मुझे याद कर रही होगी !
    ________________________

    ReplyDelete

आपकी प्रतिक्रियाओं का सदा स्वागत है